Bharat aaj bhrashtachar, anyay, aur samajik vishamata ke daldal mein fansa hai. Ramayan mein Jamvant ne Hanuman ko unki shaktiyan yaad dilayi thin. Usi tarah, yeh kitaab Bharat ki janta ko, jo aaj Hanuman ki tarah apni shaktiyan bhool chuki hai, unki sanvaidhanik shaktiyon ka ehsaas karati hai. Yeh kitaab keval shikayaton ka sangrah nahin hai, yeh us adrishya dushman ko pehchanne aur us par vijay pane ka ek vyavaharik blueprint hai, jisse ve (desh ke log) ekjut hokar vyavastha ko badal sakte hain.
Vyangya, tathy, aur prerna se bhari yeh kitaab har Bharatiya ko apne adhikaron ke liye ladne ka aahvaan deti hai. Yeh sirf ek kitaab nahin, balki soi hui janta ko jagane ka ek sashakt madhyam hai.

Malik Kaun? Ap Ya Vyavastha?: (Jago Hanuman)
292

292Product Details
ISBN-13: | 9798900076515 |
---|---|
Publisher: | Notion Press |
Publication date: | 08/26/2025 |
Pages: | 292 |
Product dimensions: | 5.50(w) x 8.50(h) x 0.81(d) |
Language: | Hindi |