Baarish Se Bhi Purani Baatein: कविताएँ व नज़्में

Koi sandeh nahin ki Neeraj Upadhyay ki kavitayen us ankahe ka vistar hain - jahan kisi ki yaad dhvani ban jati hai, aur maun rup le leta hai. Neeraj ji ki kavitaon mein prakriti kisi na kisi rup mein ek jivit rupak bankar bas jati hai.

"Baarish se bhi purani baatein" vah yatra hai, jahan har paṭhak apni smritiyon, apne sawalon aur apni khamoshiyon se samvad karta hai, aur jivan ke ek alag hi rang va anubhav mein dub jata hai.

Ye kavitayen aur nazmen kuchh adhuri phusphusahaton, smritiyon aur khamoshiyon ka phailav hain,

jo mausam ki har karvat ke bad bhitar jag uthti hain.

Inmein purane samay ki gard bhi hai aur bhavishya ki roshni bhi.

Yahan gahan anubhuti aur jivan ki gahrai-nae bimbon aur taze shilp mein ghul gai hai.

1148424329

12.99 In Stock
Baarish Se Bhi Purani Baatein: कविताएँ व नज़्में

Baarish Se Bhi Purani Baatein: कविताएँ व नज़्में

by Neeraj Kumar Upadhyay

Paperback

$12.99 
  • SHIP THIS ITEM
    In stock. Ships in 1-2 days.
  • PICK UP IN STORE

    Your local store may have stock of this item.

Related collections and offers

Overview

Koi sandeh nahin ki Neeraj Upadhyay ki kavitayen us ankahe ka vistar hain - jahan kisi ki yaad dhvani ban jati hai, aur maun rup le leta hai. Neeraj ji ki kavitaon mein prakriti kisi na kisi rup mein ek jivit rupak bankar bas jati hai.

"Baarish se bhi purani baatein" vah yatra hai, jahan har paṭhak apni smritiyon, apne sawalon aur apni khamoshiyon se samvad karta hai, aur jivan ke ek alag hi rang va anubhav mein dub jata hai.

Ye kavitayen aur nazmen kuchh adhuri phusphusahaton, smritiyon aur khamoshiyon ka phailav hain,

jo mausam ki har karvat ke bad bhitar jag uthti hain.

Inmein purane samay ki gard bhi hai aur bhavishya ki roshni bhi.

Yahan gahan anubhuti aur jivan ki gahrai-nae bimbon aur taze shilp mein ghul gai hai.

Product Details

ISBN-13: 9798900239088
Publisher: Notion Press
Publication date: 09/15/2025
Pages: 152
Product dimensions: 5.00(w) x 8.00(h) x 0.35(d)
Language: Hindi
From the B&N Reads Blog

Customer Reviews