Dhadkan Mishra apne khandan ke eklaute chirag hain. Medium, dark and handsome. Virasat me unke hath aaya Chavanni aur khoob sara karj. Chavanni unka sahkarmi hai. Lalten Nagar me jab ek-tarfa ishq ki charcha hoti hai, Mishra Ji ka naam sabse pehle aata hai. Na maan rahe hai, aur na hi manaa paa rhe hai. In sabke beech ek kisaan andolan me alag ulajh gye. Sukoon ki talash me hai. Kareeb bhi hai. Par koso door. Jitna kheench-taan bhara unka jeeban hai, kayde se haar maan lena chahiey tha. Par nhi. Jab niyati ladaati hai tab insaan ladta hai. Aise hi nhi ban jaata, koi apni kahani ka nayak.

Aadha Hisaab
186
Aadha Hisaab
186Product Details
ISBN-13: | 9798897248957 |
---|---|
Publisher: | Notion Press |
Publication date: | 02/19/2025 |
Pages: | 186 |
Product dimensions: | 5.00(w) x 8.00(h) x 0.56(d) |
Language: | Hindi |