Malik Kaun? Ap Ya Vyavastha?: (Jago Hanuman)
Premium Members save an extra 10% and all Members collect stamps to save with Rewards. 10 stamps = $5. Learn More
Bharat aaj bhrashtachar, anyay, aur samajik vishamata ke daldal mein fansa hai. Ramayan mein Jamvant ne Hanuman ko unki shaktiyan yaad dilayi thin. Usi tarah, yeh kitaab Bharat ki janta ko, jo aaj Hanuman ki tarah apni shaktiyan bhool chuki hai, unki sanvaidhanik shaktiyon ka ehsaas karati hai. Yeh kitaab keval shikayaton ka sangrah nahin hai, yeh us adrishya dushman ko pehchanne aur us par vijay pane ka ek vyavaharik blueprint hai, jisse ve (desh ke log) ekjut hokar vyavastha ko badal sakt...






















