Soochna Ka Adhikar Adhiniyam 2005 ...Saral Shabdon Mein
Premium Members save an extra 10% and all Members collect stamps to save with Rewards. 10 stamps = $5. Learn More
RTI Act ko laagao hue 19 saal beet cheke hain, lekin hamare desh kii aabaadii ka ek bada hissa, abhi bhi, is kanoon se anjaan hai. Jo jagruk hain, unmein se kuchh hi naagrik RTI Act ke pravadhanon ke baare mein achhi samajh rakhte hain.
Sarkaari karyalayon mein, RTI anurodhonon ko nibtaane ke liye, lok soochna adhikariyon ko naamit kiya gaya hai, lekin is vishay par uchit prashikshan kii kamii ke kaaran, ve aksar adhiniyam dwara nirdhaarit kiye gaye tareeke se anurodhon ka nibtaan karne mein...






















