Khamosh Mohabbat: Ek Adhoori Dastaan
By Sohail Tuko
Paperback
$9.99
By Sohail Tuko
Premium Members save an extra 10% and all Members collect stamps to save with Rewards. 10 stamps = $5.Learn More
Select a store to view item availability.
Kya ek tarfa mohabbat ka intezaar kabhi khatam hota hai?
Kolkata ke rehne wale Sohail ki zindagi tab badal gayi jab uski mulaqat Tuko se hui. Wo sirf ek naam nahi, Sohail ki poori duniya ban gayi. Par kismat ne unhe alag kar diya. Ye kahani hai us khamosh mohabbat ki, jisne waqt ke har imtehaan ko saha hai. 8 lambe saal, unginat yaadein aur har pal mein ek hi sawal-kya Tuko wapas aayegi?
'Khamosh Mohabbat' sirf ek kitab nahi, balki un dilon ki dhadkan hai jo aaj bhi kisi ke intezaar mein dh...






















